Roman(ENG): Rahe jate hein ye armaan, haye Mere Sine mein Na Kaabe ki zameen dekhi, na pahunchi Main Madine mein Suna hai Noor ki barsat hoti hai Madine mein Ilahi ! Ek chhinta aa lage Ham sab ke sine mein Muhammad Is tarha tashrif farmaan hein Madine mein Ke jaise Sura-e-Yaseen ho Quraan ke sine mein Muhammad ki judaai aag bhadkati hai sine mein Rawaan jab dekhti hun kaafile hajj ke mahine mein Rahe jate hein ye arman haye Mere Sine mein Na Kaabe ki zameen dekhi na pahunchi Main Madine mein हिंदी(HINDI): रहे जाते हैं ये अरमान, हाय मेरे सीने में न काबे की ज़मीं देखी, न पहुंची मैं मदीने में सुना है नूर की बरसात होती है मदीने में इलाही ! एक छींटा आ लगे हम सब के सीने में मुहम्मद इस तरह तशरीफ़ फ़रमाँ हैं मदीने में के जैसे सूरा-ए-यासीन हो क़ुरआन के सीने में मुहम्मद की जुदाई आग भड़काती है सीने में रवां जब देखती हूँ काफिले हज के महीने में रहे जाते हैं ये अरमान, हाय मेरे सीने में न काबे की ज़मीं देखी, न पहुंची मैं मदीने में ENG हिंदी